Monday, May 4, 2009

6 Bajne ka intezaar!!!




Aaya hai mausam pyara,
lekar apne saath nayi umango ka favvara.

Dil karta hai ghumne phirne ko,
par phase huye hai office me 9.5 hrs maintain karne ko.

Bus ab thodi der ka hi rah gaya hai intezaar,
phir to bus pinjare ko todkar hona hai farar.

1 comment:

  1. Wah wah!!
    Tumne to dil, haath, kaan, aankh etc etc ki baat cheen li :P

    ReplyDelete